Top 2 tareeke Pile danto ko safed kaise kare?-teeth clean smart health tips in hindi


  • Top 2 tareeke Pile danto ko safed kaise kare?-teeth clean smart health tips in hindi...


  • Danto ko no 1 mana jata hai apna chehera beauty bana ne me. jab hum kisise milte hai bath karte hai kisika samne hanste hai tab hum apna danto ko chupa nehi sakte. agar app ka danto me pilepan hai to wo aap ke liye bohut hi saram ka bath hai. kisika koi problem hai aur usi problem ko solve karna hamara aboshyak hai. aur aap ka yeh big problem aaj solve karne wala hu esi post me. agar aap ka danto me bhi pilepan hai to aap bohut hi asani se hata sakte hai es tips ko follow karke aur wo bhi bina invest karke. to chaliye shik lete hai danto ka pilepan hatane ka tareeke.

  • Danto ka pilepan kaise bante hai?

Dosto hum sab ka danto ka niche safed colour ka kuch bacteria rahte hai jo hum akhon se nehi dekh pate hai. wo bacteria ko hamara khane wale khana se vitamin milte hai so danto ka niche dhire dhire pile colour hote rahte hai. Iske alava hamara daily dhumropan, gutka ka use hamara danto me pile kar dete hai. Yeh pilepan hamara danto ko dhire dhire todne lagte hai, phir danto se khun bhi nikalte hai. danto ka pilepan ka wajaise hamara danto me bohut dard bhi hote hai. aap ka danto ka yeh pilepan bohut bimari hone me halp karte hai. Yeh pilepan daily dant clean karne se hat jata hai lekin danto ka andar bhi yeh pilepan rahte hai jo hamara danto ko muskil me dalte hai. app ka danto me pilepan hai to niche de gaye tips ko follow karke asani se wo pilepan hataye aur aapka family ko bhi yeh tips use karwaye and aur bhi dosto ko share kare ta ki sab ka help ho sake. Dusro ka help karna insano ka aboshyak hai.
pile dant safed kaise kare
pile danto ko safed kaise kare


  • Danto ka pilepan kaise hataye..

Danto ka pilepan hatane ke liye 2 gharelu nuske ki bare me bataunga jiska use se aap  danto ka pilepan to hata sakte hai sath sath apna muh ka badbu bhi hata sakte hai.

1.santre ki chilka+ tametar..

Pahle aap ek santre ka chilke lijiye aur adha tametar. Santre ki chilka aur tametar ki piss kar ek nuske bana lijiye and uss nuske me do chutki namak bhi dale aur ache se mix kare. Nuske mix karne ka bad brash se lekar apna danto me ghiste rahe. khaskar jaha pilepan hai uss jage par ache se lagaye  yaad rakhe jyada jor jor se danto ko na ghise. santre ki chilka aur tametar me vitamin c jyada rahte hai jo danto ka bacteria ko jald hi khatam kar deti hai. es nuske ka kuch din use karne se  aap ka danto ka pilepan dur ho jate hai and chamak ne lagte hai sath sath aap ka dant majbut bhi ho jate hai. ees nuske ko tin din use karne se aap ko ache sa result dikhay dega lekin aur kuch din use karne se aapka dant bilkul moti jaise chamak ne lagegi.
danto ko safed kaise kare
pile danto ko safed kaise kare


2.Oil and beking soda..

Danto ka pilepan dur karne me nariyel tel aur beking soda bohut sahayota karte hai. ees nuske ko banane ke liye adha chammach nariyel tel ka sath do chutki beking soda mix kare and usme do chutki namak bhi ache se mix karke daily use karnewala brash se lekar hapte me ekdin ya mahine me do din use kare. beking soda sab ko malum nehi hote hai kya hai. dosto apna ghar me jo soda khana banabe me use karte hai usko beking soda kehte hai.  Beking soda ki use purane jamane se aaj tak ache result dete arahe hai. Beking soda ka use jyada na kare kyon ki beking soda ka jyada use aapka danto ko nuksan kar sakte hai. ees nuske ki use se aap asani se aapna danto ko chamakdar bana sakte hai.


  • Last me jo ek nuske ke bare me main bataunga yeh nuske dosto bohut badiya kam karte hai aur yeh nuske banane ki har saman bhi aapka ghar me asani se mil jayegi. lekin dosto yeh nuska aap ko sut karta hai kya nehi yeh aapko try karna padega kyon ki sab nuske sabko sut nehi karta. Lekin dost aapko ye nuske do tin bar try karke dekhna chahiye kyou ki ye nuske danto ko pilepan hatane me sabse behtar kam karte hai. ees nuske ko banane ke liye pahle thodi si colgate lijiye aur usme adha nimbu ka ras nikale aur do chutki beking soda mix kar lijiye. aab ess nuske ko aapna brash se lekar danto me dhire dhire ghiste rahe. ees nuske ka use do tin minites me aapka danto ka pilepan hatne lagegi lekin  hapte me do din use kare 2 hapte aur dekhiye kya result ate hai. ummed karta hu do hapte ke bad aapka danto me koi pilepan nehi rahegi.
pile danto  safed kaise kare
pile danto ko safed kaise kare

  • Dost aur ek bath agar aap appna danto ko sache be beauty banana chahte hai to tambaku ka use thora kam kare. tambaku jaisa sigaret gutka khane pilepan danto ka aise jage par jama hote jo aap ko saf karne me bohut muskil ho jate hai. Dant ka pilepan hatane ke liye internet per bohut sare tips milega lekin uppar digaye tips ko kuch din use kare to aur koi tips ka aap ko jarurat nehi hogi.

  • Health and beauty related real tips daily pane ke liye niche aapna gmail dalke subscribe karke rakhe kyon ki main daily health related tips dalte rahungi aur aapko pahle mil jayegi phir aap apna health ko thik rakh sakte and beauty bana sakte ees tips ko follow karke. agar aapka koi question hai to aap niche comment kare main try karungi aapka ans dene ki and ees post ko aapna dost ka sath share kare ta ki sab ko mil sake aapna health problem solve karne ki tips.


Comments

Popular posts from this blog

Maa beta ka sachi pyar ki kahani(sad)-Mother son's true love story in hindi

Ek tute dil ki dard bhari sad kahani- ladka ladki ka adhura love story in hindi

Ek mare huye ladki ki very sad kahani(1 life)- A heart touching very sad life story in hindi