Maa beta ka sachi pyar ki kahani(sad)-Mother son's true love story in hindi

Maa beta ka sachi pyar ki kahani, dil chu janewala maa ka pyar ki hindi kahani-Mother son's true love story in hindi....

Maa ka pyar ki kahani
Maa beta ka pyar ki kahani



  • Ek din ek bacha ka maa mar gaye to papa ne dusri sadi karli. Fir ekdin papa ne uska 8 sal ki bache ko pucha, beta tumhara pehla ma kaisa tha aur tumhara naye maa kaisa he? Chota bacha ne bola, papa mera pehla maa jhoote tha. aur naye maa sachi hai. Chota bacha ka muh se yeh bath sunke papa ka akhen bada hogaya aur chota bacha ko pucha, kyon beta tumhe aisa kyon lagta hai? Phir chota bacha ne bola, main jab pura din khelte rehta tha to pehla maa ne bolte thi, aaj tujhe khana nehi dunga phir khane ka time pura moholla mujhe dhoond ke leke ake apni hatho se khana khila deta aur naye maa ne bola pura din khelte rahe to khana nehi dunga aur sach me 2 din se khana nehi diya.
Maa beta ka pyar ki kahani
Maa beta ka pyar ki kahani


  • Dosto maa to hai maa jiska pyar ka jaise koi pyar hi nahi. Maa sabse jyada kisiko pyar karte hai to wo apni bacha se. So maa ko kabhi dukh na de balki maa ko utna pyar karna chahiye jitna hum aur kisise nehi kiye.

  • Maa beta ka sacha pyar ki gehrai...

Ek gorib maa tha. Us maa ka ek choti si beta bhi tha aur koi karan chota bacha ka papa guzar gaye.to aab us maa ne edhar odhar chota mota ghar ka kam karke apna ghar ka kharcha chalata tha. uske sath chota bacha ko bhi school me padata tha. aise rat din mehnat karke apna beta ko pala aur schooll ka bhi kharcha chalaya. Kyon ki beta hi hai maa ka pass jaan se bhi jyada pyara. Sirf maa hi sochte hai kitna bhi taklif ho wo mujhe ho lekhin mere beta ko nehi.
Maa beta ka pyar
Maa ka pyar




Ekdin aisa aya beta ne bohut bada company me job start kiya aur paise kamane lage. Dhire dhire garibi hatne lagi maa ka bhi mehnat kam hone lagi. Beta ne ache ghar bhi banaya. Maa beta bohut khush tha. 


Phir kuch din bad us maa ka bimari suru huye aur beta ne maa ko ache ache seba karte rahe. aisa maa ka sob jage elaz karte rahe. Bohut paise kharcha bhi hogaye bohut din bhi ho gaye.  Ekdin us beta ne maa ko hat pakad ke raste me leke ja raha tha phir maa ne pucha beta tum mujhe kaha leke ja rahe ho? Beta ne jawab diya hospital. Kuch dur jate maa ne dekha wo hospital nehi tha wo tha bridhasram. maa to ghabra gaye jis beta ko bada bana ne ke liye kitna din rat mehnat kiye hai aur aaj mere bimari ke liye beta mujhe bridhasram me le aye. Beta ne maa ko bola kuch din iha ruk jao main sat din bad ayungi bol ke chala gaya. Maa ne bridhasram me sochte rahe sat din khatam kab hoga kyon ki beta ne agar maa ko pyar kare ya na kare maa puri zindegi bhar beta se zaan se bhi jyada pyar karte rahega. Phir sat din bad beta aya bridhasram, maa ne thoda khush hua aur beta ko bola mujhe ghar leke chalo beta main tumko dekhe bina bridhsaram me nahi reh sakte. Beta ne thoda gusse ke sath maa ko bola, kyon ghar ghar kar rahe ho? Kya bridhasram me khane sone nehi milte? Phir maa ne rote huye bola kya hua beta mujhe ghar me kyon nehi leke jana chahte ho? Beta ne bola ghar bech dala. Phir maa ne gusse se bola tera kya aisa paise ka jarurat hogaya  jo tujhe ghar bech dala and beta ko ek thappad mara. Beta maa ko dekhte rone lage aur bole ma maine wo ghar bech dala ta kyon ki tera ache se elaz kar sake. Tera bimari halat maine dekh nehi sakti maa. Phir maa ka akhen ashu me bhar gaye aur beta ko sine me lagake chumne laga.
Maa beta ka pyar ki kahani
Maa beta pyar



  • Dosto yeh hai pyar maa beta ka. Maa ko kabhi ignore na kare. Maa ka dil me kabhi dhuk ka chaya padne na de. Kitna maa ka akhone me ashu girte huye maine khud dekha. Beta ache job karta hai, ache sadi kiye hai aur maa ko nehi dekhte hai. Dosto zindegi bhar ke liye maa ko alag na kare.
  *Maa tab bhi rota tha jab bache pet me lath marta tha, *maa tab bhi rotha tha jab bache ko bimar ho jata tha, *maa tab bhi rotha  tha jab bache khana nehi khata tha aur *maa aaj bhi rote hai jab bache khana nehi dete.
agar aap bhi maa se pyar karte hai to yeh kahani sab ke sath share karo ta ki aap ki jaise sab maa ko mile beta ka pyar.

Related post-

tute dil ki dard bhari kahani- Ek adhura sad love story

Comments

Popular posts from this blog

Ek mare huye ladki ki very sad kahani(1 life)- A heart touching very sad life story in hindi

Ek tute dil ki dard bhari sad kahani- ladka ladki ka adhura love story in hindi