Steemit account setting kaise kare full jankari hindi me- steemit full guide in hindi

Steemit account setting kaise kare full jankari hindi me- steemit full guide in hindi..



  • agar aap ek steemit user hai or aap steemit me new account creat kiye hai to steemit ki kuch important jankari aap ko hona hi chahiye. Jaise steemit profile setting, steem dollar, steem power, steemit payout. Steemit balance withdraw. Follow, Sabse pahle aapko yeh bath yaad rakhna hoga online earning platform me se sabse bada earning platform hai steemit. agar aap realy steemit se earning karna chahte hai to steemit ke bare me jitna post maine likhe hai sab ko dyan se padiye. aaj hum janenge steemit ki kuch important jankari.

  • Steemit account setting...

Steemit account creat karne ka sath sath steemit account ki profile setting karne ka jaruri hai. steemit account setting karne ke liye pahle steemit name aur pasword se login kare. Login karne ka bad uppar right side me ek search botton, ek pen botton aur last me profile botton dekhne ko milega. Last ka jo botton uspar click kare.next setting per click kare. Setting par click karte hi appko kuch khali box dekhne ko mile ga usme pahla box me profile photo 2nd box me cover image 3rd box me koi name jo aap profile me dikhana chahte hai 4th box about you eha aap aapke liye kuch bhi likh sakte hai jaise i am a student, i am a steemit user, kuch bhi. 5th box me location 6th box me website dalne ka koi jarurat nehi aab update per click kare. Yaad rakhe steemit me direct photo allow nehi hai. photo ka url banake dale. photo url banane ke liye Tinypic.com per click kare, choose file per click kare, upload now click kare koi capcha aye to capcha dale then last url copy kare. aab jaha photo dalne ka jage par paste kare.
Steemit setting kaise kare
Steemit profile setting


  • Steem dollar...

Steemit post ka uppar jo upvote ayega uske wajaise jo paise bane ga wo hai steem dollar or SBD. Yeh steem dollar aap koi bhi correcy me exchenge kar sakte jaise rupees. Steem dollar ek crypto corrency hai. 1 steem dollar indian ruppes 70- 150. Steem dollar ko kaise indian rupees me exchenge kare wo dusra post me dekh sakte.
Steemit  setting kaise kare
Steemit account setting kaise kare


  • Steem power..

Steem power sabse jyada imprtant hai steemit me earn karne ke liye. aap ka steem power jitna jyada honge aap ka upvote utna hi value jyada honge. Steemit me work karne ke liye steem power bohut jaruri hai. Yeh steem power aap indian ruppes se kharid kar sakte. Ek steem power value indian rupees 60- 150. Steemit account creat karte hi aap ko 15 steem power free me milenge then aap dhire dhire bada sakte hai.

  • Steemit payout..

Steemit payout ka bath kare to yeh aap ko milte hai post karne ka 7 days ki bad. aaj aap ek post kare to 7 days ke bad app ko payout milenge. 50% steem dollar aur 50% steem power ki surat me. Screenshot dekhiye.
Steemit account setting kaise kare
Steemit account setting kaise kare


  • Steemit balance withdraw..

  • aap steemit post se jo steem and steem dollar earning karenge wo aap koi bhi corrency me withdraw kar sakte. aap jis country me rahte hai us country ke corrency jaise ruppees, taka, riyal exchenge kar sakte hai. aur appna bank or other wallet me le sakte hai.

  • Follow..

Steemit me work karne ke liye others users ko follow karna aboshak hai. aap others users ko follow karenge to others user bhi aapko follow karenge. aap ka followers jitna honge aapka post wo followers ka samne jaye ga aur aap ka post me upvote milne ki chance jyada rahe ga.
Steemit setting kaise kare
Steemit account setting kaise kare


  • yeh tha steemit ki kuch important jankari. Dosto steemit ki bare me jo post hai sab aur bhi friends ke sath share kare ta ki steemit users jyada ho aur aap ka post me upvote jyada aye. aur ek bat dosto main hindi likhne me thoda kamjor hai isiliye minti hai aap se mera bhasa me kuch galti hai to maf kar dijiye ga aur aapko samaj ne me kuch problem aye to comment jorur kare ta ki main aapka problem solve kar saku. Friend milte hai next post me be carefull and alwas happy by.
Related post...




Comments

Popular posts from this blog

Maa beta ka sachi pyar ki kahani(sad)-Mother son's true love story in hindi

Ek mare huye ladki ki very sad kahani(1 life)- A heart touching very sad life story in hindi

Ek tute dil ki dard bhari sad kahani- ladka ladki ka adhura love story in hindi