Steemit earning grow kaise kare?( 5 tareeke)-how to grow steemit earning in hindi

Steemit earning grow kaise kare?( 5 tareeke)-how to grow steemit earning in hindi....



  • Online me paise kamane ke liye sabse bahtar tareeke hai steemit. Steemit ek aisa platform hai jaha aap kama sakte hai daily 2 se leke 100 steem dollar and isse bhi jyada. Steem dollar wo dollar hai jo u.s dollar se kahi jyada ( indian Rs 70-200) aap.  Steemit se aap daily apna hisab se paise kama sakte hai. aap niche screenshot dekh sakte hai ek post me kitna steem dollar earning kiye hai. Yeh bilkul real hai dosto. Ek bathen aap pahle sun lijiye, main post me jo bhi bataungi wo 100% real hai. Friend  aap agar realy steemit se paise kamana chahte ho to post me jo bataya hai wo follow kare. jo log alredy steemit user hai usko malum hoga steemit ke bare me maine jitna post banaya hai wo kitna sach hai. aap aur bhi post pad sakte. agar aap steemit me new hai to niche di gaye post per click karke try kar sakte hai yeh bohut easy hai.
Steemit earning grow
Steemit earning grow kaise kare

  • Dosto  bath steemit earning ke. Kuch log jo pahle se steemit use karte hai aur jo log new hai steemit platform me uska mann me yeh question  hoga ke steemit se daily 2 - 20 steem dollar kaise kama sakte hai. Sach hai dosto chahiye sirf earning karna sikhna. agar aap withdraw ka bath kare to withdraw bohut easy hai. Steemit earning ko aap paytm, bank, and others  wallet me bhi le sakte hai kabhi bhi. wo kaise main bata dungi kahi aur post me. pahle shikte hai steemit se jyada earning kaise kare.

  • Steemit earning kaise grow kare?

Friend agar aap steemit account bana ke koi post kiye hai to aap earning ke bare me aap ko pata chal gaye honge. aur yeh bhi malum hogaye honge apna post me jab upvote milte hai tab earning hote hai. So aap ko upvote collect karne ka kyaisa bhi karke. Niche follow kare.

  • Steemit earning grow karne ka 5 best tareeke.

1.Comment-

steemit me post karne ka bad aur steemit user ki post me comment karna chahiye. Kyon ki aap jab kisi post me ache comment karenge tab wo user aap ka ache comment dekh kar comment per upvote karenge. Daily 20 Comment kare taki aap ko upvote kuch jyada mile.
Steemit earning grow  kare

2.upvote-

apna post karke aur bhi user ka post ko dekhe aur usme upvote kare daily 10. Daily 10 se jyada upvote na kare. Kyon ki new steemit id ka bandwith limit jaldi khatam ho jate hai. auro ka steemit post upvote karke aap ka koi dollar nehi benegi lekin aap upvote ki wajase aap ka post per upvote paoge.
Steemit earning grow kaise kare
Steemit earning grow kaise kare

3.whatsapp group join-

Steemit earning grow karne ke liye aap ko pahle whatsaap group join karna chahiye kyon ki whatsapp group me aap aur bhi user ke sath upvote for upvote kar sakte. aap ka steemit link whatsapp group me share karke upvote pa sakte. Google me type kare " steemit whatsapp group link" aur join ho jaiye.phir appna steemit post link share kare.

4.busy org post-

agar aap daily 2 steemit post karte ho to 12 hr ke bad kare means ek post abhi kare to aur ek post 12 ghante bad. aur wo busy.org per post kare. Busy.org per post karenge to aap ka post me busy ke taraf se upvote milenge daily. Busy.org upvote new user ke liye bada ammount hai. aap click karke busy.org per aapna steemit name aur password se login ho jaye aur uha post kare. uha post karne ka time dhyan de tag dalne ka time pahle ya 2 number me busy tag use kare uske bad aap ka post kis type ka hai wo tag use kare.

5. Invest kare-

agar aap steemit se jyada earning karna chahte hai to kuch invest karna chahiye.invest karke aap apna steem power bada sakte hai. aap invest karke steem power badayenge to aap apna post me upvote karke earning kar sakte. aap ka steem power jyada ho to aur bhi steemit user jiska steem power jyada hai usse dosti honge and usse upvote exchenge kar sakte. aap invest karke steem power badaye aur steemit me time nehi de sakte to aap steem power dusra user ko delegate kar sakte hai. Isme aap ka steem power rahenge and aap ko kuch steem milenge jo aap apna paytm me bank account me le sakte. mera kehna hai agar aap new hai to kuch din uppar di gaye tips ko follow karke kuch earning kare withdraw kare uske bad jab steemit ko samaj jaoge tab invest kare. Invest kaise kare iske liye details me aur ek post me bataungi.


  • Steemit ki important jankari....

Steemit id banake jab aap post start karenge tab se earning start ho jayega. and es earning grow karne ke liye kuch setting and others jankari hona chahiye. aap ko steemit ke bare me puri jankari ye blog me dete rahungi aap chahe to kabhi bhi ake visit kare mera blog and sikh jaiye steemit se earning. agar aap ka koi sawal hai ya steemit samaj me nehi aye ya kisi bhi jankari hai to niche comment me jorur bataye.





Comments

Popular posts from this blog

Maa beta ka sachi pyar ki kahani(sad)-Mother son's true love story in hindi

Ek mare huye ladki ki very sad kahani(1 life)- A heart touching very sad life story in hindi

Ek tute dil ki dard bhari sad kahani- ladka ladki ka adhura love story in hindi